ballia ke bare me kuchh kahane se pahale me ye janana chahunga ki kyaa aap ko pata hai ballia ka name ballia kyo pada . bahut samay pahale ki baat hai ek din raja bali ne rajya suya yagya krne ki thani jis ko kane ke baad raja bali ko pure brhamand ka rajya mil jane wala tha . raja bali ke is yagya se dar ke sare devata bhagwan visnu k pas gaye tatha bhagwan visnu ne baman awatar dharan kiya tatha raja bali ke pas tin pag bhumi mangane pahuch gaye.......... raja bali ne unhe pahachan liya parantu vo kisi ko apne darwaje par se khali hatha nahi jane dena chahate the so unhone tin pag me apna srwasw dan kar diya.........jis bhumi pe ye sari ghatnaye huyi vo bhumi balliya thi or isi se is ka name baliyagy pada jis ka artha hota hai raja bali ki yag bhumi...... or kalantar me log ise ballia kahane lage.
No comments:
Post a Comment